Phira hu saare zamane mein darbadar kaisa,
Main tere baad bhi zinda raha magar kaisa,
Wo janta tha k kuch roz wo nahi tha to main,
Pukarta raha usko idhar udhar kaisa,
Main jis k hijr mein roya hu paglo ki tarha,
Wo kal mila to hansa mere haal pe kaisa,
Aziztar thi jise neend shaam-e-vasl mein bhi,
Wo tere hijr mein jaga hai umar bhar kaisa,
Bas ek shakz ki khatir bas ek dil k liye,
Watan ko taj diya deewangi mein, ghar kaisa,
Kaha ki dosti, kaisa farak, koun AMIT,
Main khud ko bhool gaya tujhko bhool kar kaisa..!!!

No comments:
Post a Comment