Woh bhi royi hogi meri Yaad mein,
Mujhe bhi aansoo bahaane do,
Use kaYi dino se nahi dekha,
Mujhe uske pass jaane do,
Is chhoti si zindagi mein chahat nahi hogi,
Use chahne ke liYe zamaane do,
Uski muskaan pe luta du zindagi apni,
Uspar lutaane k liYe khazaane do,
Haqiqate sab padh le uspar likhi,
Ab padhne ke liYe fasaane do,
Ek do jaam se ab kaam nahi,
Pee jaane ke liYe maY-khaane do,
Laag aur Lagav ka farq na jaanti ho kahi,
Yeh baat mujhe use samjhaane do,
Muqeed kar diya hai tumne mujhko,
In aankhon mein to sapne sajaane do,
Chalo! aise hi azmaa lo tum mujhko,
Aur mujhe usko bhi azmaane do..!!!
Mujhe bhi aansoo bahaane do,
Use kaYi dino se nahi dekha,
Mujhe uske pass jaane do,
Is chhoti si zindagi mein chahat nahi hogi,
Use chahne ke liYe zamaane do,
Uski muskaan pe luta du zindagi apni,
Uspar lutaane k liYe khazaane do,
Haqiqate sab padh le uspar likhi,
Ab padhne ke liYe fasaane do,
Ek do jaam se ab kaam nahi,
Pee jaane ke liYe maY-khaane do,
Laag aur Lagav ka farq na jaanti ho kahi,
Yeh baat mujhe use samjhaane do,
Muqeed kar diya hai tumne mujhko,
In aankhon mein to sapne sajaane do,
Chalo! aise hi azmaa lo tum mujhko,
Aur mujhe usko bhi azmaane do..!!!
No comments:
Post a Comment